#1. Fasle gul HaiFasle gul hai saja hai maikhaanaFasle gul hai saja hai maikhaanachal mere dil khula hai maikhaana, maikhaana chal mere dil khula hai maikhaanaFasle gul hai saja hai maikhaana,chal mere dil khula hai maikhaana, maikhaana chal mere dil khula hai maikhaanashaam k waqt baithnay k lyayshaam k waqt baithnay k lyay sab se achi jaga hai maikhaana chal mere dil khula hai maikhaana, maikhaana chal mere dil khula hai maikhaana, maikhaana chal mere dil khula hai maikhaanakhat hai shayad kissi sharaabi kakhat hai shayad kissi sharaabi kakhat k ooper likha hai maikhaanachal mere dil khula hai maikhaana, maikhaana chal mere dil khula hai maikhaanakiss tarheh chor doon issay waaizkiss tarheh chor doon issay waaiz, mushkilon se mila hai maikhaana chal mere dil khula hai maikhaana, maikhaana chal mere dil khula hai maikhaanazindagi jab guzaarni hai kaheeenzindagi jab guzaarni hai kaheen, yaar phir kia bura hai maikhaanachal mere dil khula hai maikhaana, maikhaana chal mere dil khula hai maikhaanajab se wo aankh khafa hum sejab se wo aankh khafa hum seyoon lagay hai khafa hai maikhaanachal mere dil khula hai maikhaana, maikhaana chal mere dil khula hai maikhaanaFasle gul hai saja hai maikhaanachal mere dil khula hai maikhaana, maikhaana chal mere dil khula hai maikhaana___________________________________________________________
#2.Dost kia khoob wafaoon ka sila daitay hein Dost kia khoob wafaoon ka sila daitay heinHer na'ay mor per ik zakhm naya daitay hienTum say to khair ghari bhar ki mulaqaat rahiLoag sadiyoon ki rafaqat ko bhula daitay heinHer na'ay mor per ik zakhm naya daitay hienDost kia khoob wafaoon ka sila daitay heinKaisay mumkin hai dhuwan bhi na ho aur dil bhi jalayChoot parti hai to pathar bhi sada daitay heinHer na'ay mor per ik zakhm naya daitay hienDost kia khoob wafaoon ka sila daitay heinKon hota hai museebat mein kisi ka hai dostAag lagti hai to pattay bhi hawa daitay heinHer na'ay mor per ik zakhm naya daitay hienDost kia khoob wafaoon ka sila daitay heinKaisay mumkin hai dhuwan bhi na ho aru dil bhi jalayChoot parti hai to pathar bhi sada daitay heinHer na'ay mor per ik zakhm naya daitay hienDost kia khoob wafaoon ka sila daitay heinJin pay hota hai bohot dil ko bharosa TabishWaqt parnay pay wohee loag dagha daitay heinHer na'ay mor per ik zakhm naya daitay hienDost kia khoob wafaoon ka sila daitay hein_________________________________________________________________
#3.Bhuji hui shama ka dhuwaan hoon
Aaa (Sufi Chants)
Raat Yoon Dil Mein Teri Khoyi Howi Yaad AayiJaise Veerane Mein Chupke Say Bahar Aaa JayeJaise Sehreaon Mein Haule Se Chalay Baad-e-NasimJaise Beemar Ko Be-Wajhe Qaraar Aaa JayeKitne Badal Gaye Hein Wo Halaat Ki TarahJab Bhi Milay Hein Pehli Mulaqat Ki TarahTeri Jafa Kahoon Ke Inayat Kahoon IsayGham Bhi Mila Mujhe Kisi Saughat Ki TarahDil Mein Ghamon Ki Aag Bharakne Lagi To HumRoay Hein Phoot Phoot ke Basraat Ki TarahHum Kya Kisi Ke Husn Ka Sadqa UtarteIk Zindagi Mili Woh Khairat Ki TarahBujhi Howi Shama Ka Dhuwaan HoonAur Apnay Markaz Ko Ja Raha HoonKe Dil Ki Hasrat To Mit Chuki HaiUb Apni Hasti Mita Raha HoonTeri Hi Soorat Ke Daikhnay KoButoon Ki Tasveerin La Raha HoonKe Khoobiyaan Sub Ki Jama Ker KeTera Tasawwar Jama Raha HoonKafan Mein Khudh Ko Chupa Liya HaiKe Tujh Ko Parday Ki Ho Na ZehmatNaqaab Apne Liyeh Bana KerHijaab Tera Utha Raha HoonRagaUdhar Wo Ghar Say Nikal Pare HeinIdhar Mera Dum Nikal Raha HaiEllahi Kaise Hai Yeeh QayamatWoh Aaa Rahe Hein Mein Ja Raha HonMuhabbat Insaan Ki Hai FitratKahaan Hai Imkaan-E-Tark-E-UlfatWoh Aur Bhi Yaad Aa Rahay HeinMein Unko Jitna Bhula Raha HoonWoh Aa Rahe Hein Mein Ja Raha HoonRooz Kehta Hoon Bohl Jaon UnheinRooz Yeh Baat Bhol Jata Hoon MeinWoh Aaa Rahe Hein Mein Ja Raha HoonWoh Aaa Rahe Hein Mein Ja Raha HoonNahi Aati To Unki Yaad Basroon Tak Nahi AatiMagar Jab Yaad Aatay Hein To Aksar Yaad Aatay HeinWoh Aaa Rahe Hein Mein Ja Raha HoonZubaan Pe Labbaik Her Nafas MeinJabeen Pe Sajda Hai Her Qadam PeYoon Ja Raha But-Kaday Ko NatikKe Jaisay Kaabe Ko Ja Raha Hoon...
_________________________________________________________________
#4. Botal khuli hai raks main jaam-e-sharab hai
Raat he mahtaab he saqi sara mosam sharab he saqi Baaz lamhaat aise hote hain jin me pina sawab he saqi Botal khuli he raks me jaam-e-sharab he Wo tu khaliq he banda parwar he Sari dunya ka Rab-e-Akbar he Mera sarmaya-e-hayat na puch Ek saqi he ek saagar he Chashm-e-saqi se talab ker ka gulabi doray Dil k zakhmo ko kahin beth ka si leta ho Sagar-e-mae tu bari cheez he ek naimat he Ashk b ankh me bhar aye tu p leta ho Ae mae kasho tumhari dua kamyab he Aise haseen waqt me pina sawab he Saqi he chaand b he chaman he shabab he Taskeen k saman tu mil jate hain Kuch sahib e emaan tu mil jate hain Saqi ye dua he tera iqbal buland Mae khanay me insan tu mil jate hain Honto se lagata ho tu muskati he Taskeen her andaz se puhnchati he Mae is liye he mujh ko haseeno se aziz Asani se sheeshay me utar jati he Charagh dil ka jalao buht udaas he raat Khushi ka jashan manao buht udaas he raat Asar ghumo ka na par jaye mae kashi pe meri Pilao or pilao buht udaas he raat Meri nazar ko jano ka payaam de saqi Meri hayaat ko laafani shaam de saqi Yeh roz roz ka jina mujhe pasand ni Kabi na hosh me aao wo jaam de saqi Ek zara hosh me aao tu koi baat karo Dil ki dharkan ko sambhalo tu koi baat karo Saqiya baat b kerne ki abi taab ni Jaam honto se laga lo tu koi baat karo Lehra k jhoom jhoom k la muskura k la Phoolo k ras me chaand ki kirnain mila k la Kehte hain k umar-e-rafta kbi lotti ni Ja mae kaday se meri jawani utha k la Her ghum ko dil awaiz kye deta ho Ehsaas ki loo taiz kye deta ho Tu zulf ko kuch or pareshaan ker de Me jaam ko lab raiz kye deta ho Kyun mae kaday me shaikh ji bante ho parsa Nazren bata rahi hain k niyat kharab he Jis se kya tha pyaar usi ne dye hain ghum Sach puchye tu dil ka lagana azaab he Pehlo me he raqib tumhare Khuda ki shaan Kanta b he wahi pe jahan pe gulaab he Kehte hain jaam bhar k wo kesi adaa k sath pe lo humare hath se pina sawab he Saagar he mae he door he abar e bahar he Ae zahida tu sharab pe le na ker tu kuch ijtanab p le Me teri mano namaz parh lo tu meri maan ab sharab p le Adam p le Khuda ko maan pe le bari kafir ghata chayi huwi he Me ne mana sharab pita ho ba Khuda be hisaab pita ho Log logon ka khoon pite hain me tu phir b sharab pita ho Zindagi ka azaab pita ho ban k khana kharab pita ho Roz-e-mehshar hisaab ho na sake is liye be hisaab pita ho Le k saagar me aftaab piyen ye samaj ker k he sawab piyen Kufar he naimato ka thukrana shaikh ji aaiye sharab piyen Zahid mujhe jannat ka talabgar na ker jo bs me tere ni wo ikrar na ker O rindiyun pasti ni tera maslik saqi k tabarruk se tu inkaar na ker Chaak e dil e sadqara ko si lo si lo Kuch der tu be khudi me ji lo ji lo Kyun Hazrat e zahid he takammul itna Are mae khanay ki khairat he pe lo pe lo Kis tarah ho gi bakhshish tumhari josh aye ga kese Khuda ko Us ki rehmat pe ker k bharosa kufar he is gunah ka na kerna Pe lo humare hath se pina sawab he Rodad e hijr chehray pe tehrir he fana Parh lijye khuli huwi dil ki kitab he Botal khuli he raks me jaam e sharab he..!!
_________________________________________________________
#5. Bewafa se bhi pyaar hota hai
Udasiyan saath jo na latey to aur kya kerte Na Jashn-e-Shola manaate to aur kya kerte Andhera mangne aaya tha roshni ki bheek Hum apna ghar na jalaate tou aur kya kerte Mein ne masoom baharon mein tumhein dekha hai In haseen Raah-Guzaaron mein tumhein dekha hai Mere mehboob teri Parda-Nashini ki qasam Mein ne ashkon ki qataron mein tumhein dekha hai Jab bhi Rudaad-e-Gham sunate hein Ashq palkon pe muskurate hein Jin ki khaatir luta diya sub kuch Wohi mera nishaan mita'te hein Beewafa se bhi pyaar hota hai Qismat mein naumeedi-o-hasrat hai kya karoon Us bewafa se mujh ko mohabbat hai kya karoon... Acha Beewafa se bhi pyaar hota hai Yakeen-e-Ishq to dekho ke us ke wadoon per Faraib khaye bohot phir bhi Aitebar kiya... Acha Beewafa se bhi pyaar hota hai Main jiss ke aik isharay pe jaan waar aaya Usay na meri mohabbat ka Aitebar aaya... Acha Beewafa se bhi pyaar hota hai Main ker raha tha faqt tajurba mohabbat ka Ab aise aag lagi hai bujha nahi sakta Yeh maanta hoon ke mein tujh ko paa nahi satka Tera khayal magar dil se ja nahi sakta... Acha Beewafa se bhi pyaar hota hai Zulf rukh se hata ke baat karo Raat ko din banaa ke baat karo Yeh bhi Andaaz-e-Guftugu hai koi Jab bhi karo dil dukha ke baat karo... Acha Beewafa se bhi pyaar hota hai Her aik baat pe kehte ho tum ke tu kya hai Tumhe batao yeh Andaz-e-Auftugu kya hai Bewafa se bhi pyaar hota hai Yaar kuch bhi ho yaar hota hai Raag... Na sahay teri naseehat mere kiss kaam aaye hai Naik o bad sujat nahi jab dil kaheen lag gaye hai... kiyoon ke Yaar kuch bhi ho yaar hota hai Hazrat e nah se jo aaye Deeda-o-Dil Farsh-e-Raah Yeh to samjhao koi woh aake samjhaein ge kya... kiyoon ke Yaar kuch bhi ho yaar hota hai Marne walay to apni jaan se kahein Yaar ki bewafaiyan na gayeen Yaar kuch bhi ho yaar hota hai Kya howa un ke saath gar hai raqeeb Phool ke saath khaar hota hai Ishq ke qaynaat main Nasay Ishq Parwardigar hota hai Ishq Parwardigar hota hai Ayina Outha laya aur Akas sa youn bolay ka dekho Ishq Parwardigar hota hai Kyun Bhala dost say na Khatay bhalay Dost per aitabar hota hai Dost per aitabar hota hai Jab woh aate nahi shab e waada Mout ka intizaar hota hai Mout ka intizaar hota hai Ishq pe zindagi ka aay Purnam Sara daromadaar hota hai Bewafa se bhi pyaar hota hai Bewafa se bhi pyaar hota hai... Aaa!
_________________________________________________________
#6. Barsoon kay intezar ka ( Waiting for years) Barsoon Kay Intizaar Ka Anjaam Likh Dia Kaaghaz Pay Shaam Kaat Kay Phir Shaam Likh Dia Bikhri Pari Thi Toot Kay Kaliyaan Zameen Per Tarteeb Day Kay Mein Nai Tera Naam Likh Dia Aasan Nahi Thi Tark-E-Mohabbat Ki Dastaan Jo Aanso'on Nay Aakhri Paighaam Likh Dia Hum Ko Kisi Kay Husn Nay Sha'ir Bana Dia Hontoon Ka Naam Lay Na Sakay Jaam Likh Dia Allah! Zindagi Say Kahan Tak Nibhaoon Mein Kiss Bewafa Kay Saath Mera Naam Likh Dia Taqseem Ho Rahi Thi Khudai Ki Naimatein Ik Ishq Bach Gaya So Mere Naam Likh Dia Qaiser Kisi Ki Dain Hai Yeh Shairi Meri Iski Ghazal Pay Jiss May Mera Naam Likh Dia Barsoon Kay Intizaar Ka Anjaam Likh Dia... (Anjaam = Conclusion) (Tark-E-Mohabbat = To Give Up Love) (Paigham = Message)
________________________________________________________
#7. Sanson ki mala main...
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam (8)
apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam (4)
Aaa ....
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam (2)
Aaa.....
yehi meri bandagi hai yehi meri pooja
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Aaa.....
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam (2)
ek ka sajan mandir maiN ek ka preetam masjid maiN
aur mein sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam (2)
papeehay oh papeehay tu yeh kiyoon aanso bahaata hai
zubaan pe teri pee pee kis liyeh reh reh ke aata hai
sadaye dard o gham kiyoon ddardmandoon ko sunata hai
jo khudhi jal raha hoon aur kiyoon us ko jalaata hai
kaatoon tori choonch paheeha raam daroon pe loon
mein pee ki aur pee mora tu pee kahay hai kaun
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam (2)Aaa ...
mein pee ki morat ko poojoon
mein pee ki suurat ko poojon
her dam... sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
Aaa... Saanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
pe ke naam kahoon mein pujari naam pee ka
her saans mein wari simroon mein pee ka naam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
hum aur nahi kacho kaam ke matware pee ke naam ke
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam (2)Aaa ...
sajni baati kab likhoon jo preetam ho pardes
tan mein mun mein piya basay bhejon kisay sandes mein
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
her her mein hai her basay, her her ko her hai her ki aas
her ko her her dhoond phiri, aur her hai more paas
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam (2)Aaa ...
deen dharam sub choor ke mein to pee ki dhun mein sud bud khoyi
chit jaaon gun pee pee ke gaaon aur nahi koi doja kaam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam (2)Aaa ...
sa re re ga
sa re ga re re re ga
sa pa ma ma ga ga re re re sa
sa pa ma re re re ma ga... Vocables (9:40)
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
apne mun ki mein jaanon aur pee ke mun ki raam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam (2)Aaa ...
prem ke rung mein aisee doobi, bun gaya aik hee roop
prem ki mala japte japte aap bani mei shyaam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
prem ki mala japte japte aap bani mei shyaam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
prem ke rung mein aisee doobi (4)
aisee dobi prem ke rung mein
Aa Piya In Nainan Mein, Main Palk Dhamp Tohe Loon
Naan Mein Dekhoon Gair Ko Naan Mein Tohe Dekhan Doon
aise doobi prem ke rung mein
Kajal Daloon Karkira Jo Surma Diya Na Jaal
Jin Nainan Mein Piya Basey, Bala Doojha Koun Samaaye
aise doobi prem ke rung mein
Neel Gagan Se Bhi Pare Saiya Ji Ka Gaon
Darshan Jal Ki Kamna Pat Rakheo Ri Ram
aise doobi prem ke rung mein
Abb Kismat Ke Haath Hai Iss Bandan Ki Laaj
Maine To Mann Likh Diya Sawariya Ke Naam
aise doobi prem ke rung mein
Janey Koun Se Beiss Mein Sawarian Mil Jaye
Jhuk Jhuk Kar Sansaar Mai Sab Ko Karoon Salaam
aise doobi prem ke rung mein
Woh Chatar Hai Kamni Woh Hai Sundar Nar
Jiss Pagli Ne Kar Liya Sajan Ka Mann Ram
aise doobi prem ke rung mein
Jab Se Radha Shaam Ke Nain Hue Hain Char
Shaam Banne Hain Radhika Radha Ban Gaye Shaam
aise doobi prem ke rung mein
preetam hum tum aik hein, jo kehen sunan mein do
hum tum aik hein preetam hum tum aik hein
mun ko mun se toliyah aur to mun qubool na ho
aise doobi prem ke rung mein
preetam tumre sung hai apna raaj suhaag
tum naahi to kacho nahi tum mile to jaage bhaag
aise doobi prem ke rung mein
augan pooja paat tajay aur laga prem ka roug
preetam ka bus dheyan rahay yehi hai apna joob
aise doobi prem ke rung mein
haath churawat jaat ho, jo nirmil jaan ke mohe
hirde mein se jaawat ho tab mein jaanon tohe
aise doobi prem ke rung mein
vocables...
aise doobi prem ke rung mein (15:00)
vocables...
doobi doobi doobi aise doobi prem ke rung mein
her dam dekho mora peharwa sadarahat more ghar naahi
ander baahir aap wohi hai mein naahen mein naaheen
aise doobi prem ke rung mein
joganya ka bhes bana ke pee ko dhondan jaaon ree
nagri nagri dwaare dwaare pee ki shabad sunaon gi
taras bikhari jag mein ho ke darshan bhichya paaon gi
tan mun un per waroon pee ki joganya kehlaoon ree
aise doobi prem ke rung mein
prem ke rung mein aise dobi bun gaya aik he roop
prem ki maala japte japte aap bani mein shayaam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
prem ke rung mein aise dobi bun gaya aik he roop
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
preetam ka kuch dosh nahi hai, wo to hai nirdosh
apne aap se baatein ker ke hoo gayi mein badnaam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
apne aap se baatein ker ke hoo gayi mein badnaam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
prem piyala jab se piya hai, jee ka hai yeh haal
deedar pe neend aa jaye kaanton pe aaram
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam 23:00
jeevan ka sanghar hai preetam, maang ka hai sandoor
preetam ki nazroon se gir ker jeena hai kiss kaam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
preetam ki nazroon se gir ker jeena hai kiss kaam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
vocables...
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam 27:30
sa re ga re da re sa...
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam
apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam...
sanson ki mala pe simruuN main pee ka naamsimroon mein pee ka naamsimron mein pe ka naam