Thursday, July 14, 2011

Attribute to Rajat Aroraa

IIFA Awards are the Last award function for those movies which were released in the year 2010.And that was my last hope but... they also proved that "Awards are made for SRK only like diamonds for girls". Filmfare,Zee,Star and other award functions already saw their unfair means by not giving an award to Once Upon A Time In Mumbai for the their mind blowing lines,Not only that many award functions not even nominated this movie in this category.

So here I give an attribute to Rajat Aroraa by posting his brilliant punch lines.


#1."lekin mal waha tak pahuchega kaise? Sulatan-jaise tu paida huaa tha, thodisi mehanat se,todisi akal se, or bahot sari lagan se"




#2."Main Unn Cheezon ki Smuggling Karta Hoon Jinki Sarkar Ijazat Nahi Deti...Unn Cheezon ki nahi jinki ijazat zameer nahi deta"



#3."Himmat batai nahi jati, dikhai jati hai"



#4."zindagi ho to smaglar jaisi sari dunia rakh ki taraha niche or khud dhuye ki tarah upar"



#5."Jab dost banake kaam ho sakta hai toh dushman kyun banae"
#6. "Dua main yaad rakhna"
#7. "Raste ki parwa karunga to manjil bura man jayagi"



Other Outstanding lines of this movie :

#8."TU DIL HAI MUMBAI KA AUR MUMBAI MERI MEHBOOBA , TUJSE MENE BAHUT KUCH SIKHA HAI , HAMESHA TERI LAHERO KI TARAF CHAL HU BEFAK , NA KISIKI SUNI NA KISIKI CHALNEDI , PAR GALTI YE HO GAI KI MERA PYAR THODA SA BAT GAYA , ABB TUHI BATA KISE DILSE LAGAU...."


#9."jaisay jaisay mera umer barhta jayega...tera ghat ta jayega..."

#10."Aaj ka kaam kal pe chhod diya to aaj bura maan jayega"

#11."Woh Mard He Kiya Jo Mauqe Chod De Ta Hai"...

#12."Har kitab ki kismat mein library nahi hota, kuch kabari ki dukan pe bhi milte hai"

#13."garam khun achhi bat hai lekin had se jada ho gai to khud ko jala deti hai.
Baraf jaisa thanda rahakar bhi kya fayda sab thodi der akade fir pighal jay."

Dua Main Yaad Rakhna :)

No comments:

Post a Comment